Kahan Tak Aankh Royegi Kahan Tak Kiska Gham HogaKahan tak aankh royegi kahan tak kiska gham hogaMere jaisa yahan koi na koi roz kam hogaTujhe paane kee koshish mein kuch itna ro chuka hun mainKi tu mil bhi agar jaye to ab milne ka gham hoga
Agar Wo Khush Hai Dekh Kar Aansu Meri Aankhon MeinAgar wo khush hai dekh kar aansu meri aankhon meinTo rab kee kasam hum muskurana chhod dengeTadapte rahenge use dekhne koLekin us kee taraf nazrein uthana chhod denge
Jis Ke Liye Sab Kuch Luta Diya HumneJis ke liye sab kuch luta diya humneWo kehte hai unko bhula diya humneGaye the hum unke aansu pochneIlzam de diya ki unko rula diya humne
Kuch AansuKuch aansu, kuch khushiyan de kar taal gayaJeevan ka ek aur sunehraa saal gayaKon jaane ke kal ka samaa kaisa ho gaAb tak to kal sa hi hai sab haal gaya
Churi Kee Nok Se Zakhmo Pe Wo Marham Lagate HainChuri kee nok se zakhmo pe wo marham lagate hainZakham bhi khud hee dete hain khud hee aansu bahate hainYeh kaisa pyaar hai unka koi to humko samjhaoSitamgar hain ya hain dilbar woh jo yaad aate hain